Sunday, 24 August 2014

Rohaniat kia hai


Rohaniat kia hai? dunya mai do chezai hain aik jism aur dosri rooh. Jism zahiri chez hai jabka rooh batni hai. Insan jab bimar hota hai tu bimari ya tu jismani hoti hai ya rohani. Jismani bimari yani zukam khansi waghaira dawai se aur wazaif se thek hoti hai,jabkay rohani bimari yani kisi pe aseb jado waghiara hua ho tu wo sirf aur sirf wazaif se yani Allah ke kalam se thek hota hai. Rooh se mutalik tamam amliyat aur wazaif ko rohaniat kehte hain. Allah he sabko shifa deta hai.

No comments:

Post a Comment