Sunday 24 August 2014

Jamali aur Jalali


Perhaiz Jalali


ye wo perhaiz hai jis mai amil mai jalali ka zikr ho. Zyada tar ye taskheerate mokilat jin aur hamzad mai hota hai. Is mai apko turke haiwanat yani janwaro se mutalik jo chez b ho, chahe gosht, fish, egg, leather etc ho istimal ya khani nahi chaye. Is k ilawa kacha lehsan, pyaz, sirka aur badbodar chezain nahi khani chaye. hajamat nahi karni aur nakhun bhi nahi trashne. Agar perhaiz nahi kiya tu pagal hone ya marjane ka khatra hota hai.

Perhaiz jamali


Ye perhaiz b jalali ki tarah hai. Is mai sirf ye faraq hai k is mai maut ka khatra nahi hota .Is ke mokilin rahamdil hote hain. Is mai bhut kam nuqsan puhnchta hai.

2 comments:

  1. Bhai agar ayatal kursi ka amal kare to isme jalali parhez kare ya jamali.

    ReplyDelete
  2. Good but ye PATA lagana k ye wazifa jalali hai ya jamali zaroori hai

    ReplyDelete