Sunday, 24 August 2014

Zakat


Aik malo dolat ki zikat aur dosri rohani zakat. Har rohani amal ko pur asar banane k liye zakat ada karni parti hai. Allah k 99 namo ki apni zakat hai, tawezo ki apni zakat aur surah ki apni zakat hoti hai. Is zakat mai jis sura ayat ya Allah k namo ki 40 roz mai wird karna parhta hai.

Ab yani sura kausar ki zakat 1100 martaba 40 roz parhna hai

Zakat dene ka aik faida ye b hota hai k insaan us amal ka aamil banjata hai

No comments:

Post a Comment