Friday 29 August 2014

all networks data base


http://adf.ly/raD9h
http://adf.ly/raDCq
http://adf.ly/raDFi
http://adf.ly/raDHh
http://adf.ly/raDK2
http://adf.ly/raDVB
http://adf.ly/raDYJ
http://adf.ly/raDZi
http://adf.ly/raDav
http://adf.ly/raDcg
http://adf.ly/raDel
http://adf.ly/raDg7
http://adf.ly/raDjf

password: p@ak1stan

Wednesday 27 August 2014

yarqan k liye



kharish k liye


Rooh (taskheer)


Jo amil ya pir faqir ye kehte hen k mai kisi bi shaks ki rooh ko hazir kar sakta hon tu wo 100% jhot bolta hai. Zyada tar books mai rooh ko bulane k tareqay darj hain aur kafi log dawa b karte hen. Jaisay Peter nami aik shakhs tha. Jis ne rooh ko bulane aur us kam lene k daway kiye b thay aur dikhaye b thay. Laikin wo haqeqat mai us bande ki rooh nahi hoti bal k jo shaitan Allah ne insan par musalat kiya hota hai wo hazir hota hai. Aur us insan k sare karname apko bta deta hai. Peter k sath b aisa hua wo rooh(sahitan) ko bulata tha. Peter ne bad mai us se achay kam lene shoro kar diye. Apko pata hai Shaitan achay kamo k khilaf hai. jese he wo achay kam akrne laga shaitan ne uski madad band kardi. Us k tamam amliyat nakam hogai us mai koi asar na raha. Iski haqeqat Allah k kalam se b hoti hai



yani insan jab khwab mai murdon ko dekhta hai tu insan ki rooh us se mulaqat karti hai aur jab insan jagta hai tu uski rooh wapas insan mai chali jati hai magar jo murda hota hai uski rooh rook li jati hai.

Sunday 24 August 2014

jigar


T.B



Pet ka barhna aur Motapa kam karne ke liye


Bawaseer


Pechis


bukhar(fever)



Aasaab ki Kamzori


Aankhoan ke Amraaz (Eye Diseases)



Jamali aur Jalali


Perhaiz Jalali


ye wo perhaiz hai jis mai amil mai jalali ka zikr ho. Zyada tar ye taskheerate mokilat jin aur hamzad mai hota hai. Is mai apko turke haiwanat yani janwaro se mutalik jo chez b ho, chahe gosht, fish, egg, leather etc ho istimal ya khani nahi chaye. Is k ilawa kacha lehsan, pyaz, sirka aur badbodar chezain nahi khani chaye. hajamat nahi karni aur nakhun bhi nahi trashne. Agar perhaiz nahi kiya tu pagal hone ya marjane ka khatra hota hai.

Perhaiz jamali


Ye perhaiz b jalali ki tarah hai. Is mai sirf ye faraq hai k is mai maut ka khatra nahi hota .Is ke mokilin rahamdil hote hain. Is mai bhut kam nuqsan puhnchta hai.

Zakat


Aik malo dolat ki zikat aur dosri rohani zakat. Har rohani amal ko pur asar banane k liye zakat ada karni parti hai. Allah k 99 namo ki apni zakat hai, tawezo ki apni zakat aur surah ki apni zakat hoti hai. Is zakat mai jis sura ayat ya Allah k namo ki 40 roz mai wird karna parhta hai.

Ab yani sura kausar ki zakat 1100 martaba 40 roz parhna hai

Zakat dene ka aik faida ye b hota hai k insaan us amal ka aamil banjata hai

Rohaniat kia hai


Rohaniat kia hai? dunya mai do chezai hain aik jism aur dosri rooh. Jism zahiri chez hai jabka rooh batni hai. Insan jab bimar hota hai tu bimari ya tu jismani hoti hai ya rohani. Jismani bimari yani zukam khansi waghaira dawai se aur wazaif se thek hoti hai,jabkay rohani bimari yani kisi pe aseb jado waghiara hua ho tu wo sirf aur sirf wazaif se yani Allah ke kalam se thek hota hai. Rooh se mutalik tamam amliyat aur wazaif ko rohaniat kehte hain. Allah he sabko shifa deta hai.